Kuch bikhre sapno se aankhon mein nami hai, Ek chota sa aasma aur umidon ki zameen hai,
Yu bahut kuch hai zindagi mein Sirf jo dost nazro se dur hai unki Kami hai!!
judaai ke yeh lamhe kitne ajeeb hai
Tu door ho ke bhi mere kareeb hai
Hum ek hotar bhi anjaan hai ek doojise
Yeh kaise hamare naseeb hai
Teri qurbat mili...magar tera sahara na milaa..
Kareeb pahunch kar bhi sahil ka kinara na mila
Dekhta raha gaur se main hatheli apniii
magar mujay apni kismat ka sitara na mila..
Yaado main kabhi app bhi khoye honge
Khuli aankho se kabhi app bhi soye honge
maana hasna hai aadat ghum chupaane ki
par haste haste kabhi app bhi roye honge
Rooth gaya hai mujhko manane wala
Ab koii nahi nakhre uthane wala
Par jaane kyu sochta hai ye khula darwaza
Shayad rasta bhool gaya hai aane wala
Ansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo..
Apne dill ki haalat kisi ko bataaya na karo..
Duniya kisi ke zakhm nahisamjhti hai..
Apne zakhm kisi ko dikhaaya na karo

Recommend